BLOG POSTS

Youtub Se Paisa Kaise Kamaye Hindi Me Jane

Online paisa kamane ka nam sun kar har koi sochta hai ki kash mai bhi ghar baithe online paise kama sakta par kaise kya karu. are online paise kamana koi mushkil kam nahi hai koi bhi aasani se online paise kama sakta hai. To chaliye mai aapko online paisa kamane  ka aysa tarika batane ja raha hu jis se koi bhi aadmi, orat, boy, girl sab paise kama sakte hai. youtube ki sabse badi khasiyat ye hai ki isse $ dollar me kamayi hoti hai. or india me $1 ki kimat kam se kam 65rupees hai. chaliye is post me aapko bta raha hu ki youtube se paise kaise kamaye video upload kar ke.


Youtub Kiya Hai or Isse Paisa Kaise kamay?
youtube google ki ek aysi website hai jisse duniya me lakho lakho log salana karodo ki income karte hai. Ab chochiye mat aap bhi ye kar sakte hai bas apne hoshle buland rakhiye. Youtube se kamane ka tarika mai aapko bata raha hu. Agar aapko ye post achi lage to comment jarur karna.
Youtub Se Paisa Kaise Kamaye Hindi Me Jane
1.Upload Your Video
1.Sabse pahle apne email account se youtube me log in kare
2. Right side me upar  Upload par click kare.
3. Select file upload par click kare or apna video upload kare.
Ayse hi aap video bana kar apne youtube account par upload kare or jab aapke video par kuch views aa jayege tab aapko apne videos ko monetize karna hai.
2.Video MonetizeKaise Kare?
Monetize karne se aapke video par adsense apne ads show karta hai. Monetize karne ke liye aapko adsense account bhi banana hai or fir use youtube account se jodna hai. Ab jab bhi koi aapki video ko dekhega to aapki video par adsense show honge or jab bhi koi un ads par click karega to aapki income hogi. Agar koi ads par click na bhi kare to lagbhag1000 views par aapko $1 milega.
3.Payment Kaise Milega
Aapko payment kab or kaise milega ye sawal saapke dimag me jarur aaya hoga. Aapko payment aapke adsense ke throw milega or jab aapke adsense account me income $100 ho jayegi tab aap payment hasil kar sakte hai adsense country ke hisab se alag alag tariko se payment karta hai. India me Check or EFT yani Electronic Fund Transfer ke through payment kiya ja raha hai hai. EFT ke option se money direct aap ke bataye bank account me transfer ho jayegi.
Aagar aapko ye post samajh me problem  hoyi or aap mujhse koi sawal puchna chahte hai to comment kare mai aapki problem jarur solve karunga.


Iportants links - Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations Govt. Informations

No comments:

Powered by Blogger.
HTML